Monday, 4 March 2013
Wo kam sukhan wo kuj adaa Wo bewafa acha laga,
Dil Se Roye Magar Honton Se Muskura Bethe, ,
Sunday, 3 March 2013
Dosti Ki Mehek Ishq Se Kam Nahi Hoti, ,
Kahin Mile To Ye Baat Usay Kehna, ,
Kahin Mile To Ye Baat Usay Kehna, ,
AB Koi Nahi Karta Mujhse Bat Usay Kehna, ,
AB Nahi Dekhta Koi Chand Ko Mere Liye, ,
Ab Tanha Hi Guzar Jati Hai Raat Usay Kehna, ,
AB Neend Ne Bhi Karli Hai Hum Se Dushmani, ,
Ab Koi Nahi Jagta Mere Sath Usay Kehna, ,
AB Door Tak Koi Sathi Nazar Nahi Aata Mujhe, ,
Tanha Hi Guzar Rahi Hai Ye Hayat Usay Kehna, ,
Zamane Ke Sath Usne Bhi Hamen Chor Diya Hai, ,
Or Badal Gaye Hain WO Sare Halaat Usay Kehna, , , , ,

Hum Jeet Na Sake Wo Aisi Shart Lagane Lage, ,
Kisi Ke Sath Guzre Pal Bare Rangeen Hote Hain, ,
Kisi Ke Sath Guzre Pal Bare Rangeen Hote Hain, ,
Muhabbat Ke Ye Roz-o-Shab Bare Haseen Hote Hain, ,
Ishq Karna hai To Pehle Bikharne Ka Hunar Seekho, ,
Ishq Mai Aksar Hadse Bare Sangeen Hote Hain, ,
Kabhi Fursat Mai Aakar Dekh Is Vairan Se Ghar Mai, ,
Kisi Ki Yaad Mai Hum Bhi Bare GhamGheen Hote Hain, , , , ,

Gum Sum Sa Ye Din Khob Guzra Pata Hi Na Chala, ,
Suna Hai Koi Or Bhi Chahne Laga Hai Tumhe, ,
Saturday, 2 March 2013
Bas Udaas Na Raha Kar Bas Itni Guzarish Hai, ,
Ye Judai Bhi Mohabbat Ka Imtehan Hoti Hai, ,
Likhna To Tha Ke Khush Hon Tere Bagair, ,
Bewafaon Ki Ye Dunya Hai Zara Sambhal Kar Chalna, ,
Hamare Ishq Ka Andaz Kuch Ajeeb Sa Tha, ,
Friday, 1 March 2013
Pathar Hai Tere Hath Mai Ya Koi Phool Hai,
Pathar Hai Tere Hath Mai Ya Koi Phool Hai,
Jab Tu Qabul Hai, Tera Sub Kuch Qabul Hai,
Phir Tu Ne De Diya Hai Naya Faasla Mujhe,
Sar Par Abhi Tu Pichli Masafat Ki Dhool Hai,
Tu Dil Pe Bojh Lekar Mulaqat Ko Na Aa,
Milna Hai Istarah Tu Bichrna Qabul Hai,
Tu Yar Hai To Itni Kari Guftagu Na Kar,
Tera Asool Hai Tu Mera B Asool Hai,
Lafzon Ki Aabro Ko Ganwa Na Yun Adeem,
Jo Maanta nahi, Usy Kehna Fazul Hai.....!!!

Kisi ke haq mai sahi wo koi DUA to kare,
Is Dard k Baad Koi Dard Dard NAhi Lagta
Is Dard k Baad Koi Dard Dard NAhi Lagta
Ke Shidat-e-Dard Ki Inteha Hoti hai Mohabbat
Nahi Uththi Wo AAnkhain Phir kisi Pe
Ke Jin Aankhon Mein Fana Hoti hai Mohabbat
Umer Bher Jinka Aazala Na Ker Payen
Bas Aik Aesi Hi Khata Hoti Hai Mohabbat
Jo Mil Jaye To Phir Bas Kya Kehna
Werna Aik Musalsel Saza Hoti Hai Mohabbat
Log Mujhse Har Bar Yehi Pochte Hain
Tum Ne Uss Mein Dekha Kya?
Mein Her Baar Yehi Kehta Hon
Bewajah Hoti Hai Mohabbat, , , , ,

Umar bhar chaha ke zameen_o_asman humara hota
''TERE SIWA''
''TERE SIWA''
Mere humsafar mere humnasheen,
Maine RUB se manga to kuch nahi,
Maine jab bhi mangi koi DUA,
nahi manga kuch bhi TERE SIWA,
Ye talab kiya ke mere KHUDA,
Sabhi rahatain sabhi chahatain,
Wo atta kare tujhe manzilen,
Ye talab kiya ke mere KHUDA
Tujhe bakht de tujhe takht de tujhe taaj de,
Mere humsafar mere chara gar,
Ye zindagi ka kathan safar,
Mere sath chalna zara soch kar,
Zara dekh to mere hosla
Mere pas jo bhi hai wo hai tera,
nahi aur kuch bhi TERE SIWA
Meri dosti meri zindagi
meri khamoshi meri bebasi
Mera ilm bhi mera naam bhi
ke meri subha ke meri shaam bhi,
Ke jo mil saken mere daam bhi,
Wo sabhi kuch tujhe atta kare,
Mere chara gar tu yaqeen to kar,
Mujhe mangna to na aa saka,
maine phir bhi mangi yahi DUA...
Ke gawaahi dega mera KHUDA...
Maine jab bhi us se talab kiya
nahi manga kuch bhi ''TERE SIWA''

Chand, Suraj aur sitare AJNABI
Chand, Suraj aur sitare AJNABI
Ik musafir sab nazare AJNABI,,,
Moajza hai gardish-e-halaat ka
Sheher apna log sare AJNABI,,,
Ajnabiyat ka taluq bhi khob hai
Hum tumhare tum hamare AJNABI,,,
Jaan ke dushman hamare aashna
Aashna sare ke sare AJNABI,,,
Zindagi ki talkhiyan hain hum nasheen
Phool,khushbo rang sare AJNABI,,,
Wo jisay humne apni pehchan di
Aaj wo humko pukare AJNABI,,,,,
Ik musafir sab nazare AJNABI,,,
Moajza hai gardish-e-halaat ka
Sheher apna log sare AJNABI,,,
Ajnabiyat ka taluq bhi khob hai
Hum tumhare tum hamare AJNABI,,,
Jaan ke dushman hamare aashna
Aashna sare ke sare AJNABI,,,
Zindagi ki talkhiyan hain hum nasheen
Phool,khushbo rang sare AJNABI,,,
Wo jisay humne apni pehchan di
Aaj wo humko pukare AJNABI,,,,,
Wo samar tha meri DUA ka,
Wo samar tha meri DUA ka,
Usse kisne apna bana liya,
Meri neend kisne ujar di
Mera khwab kisne chura liya,
Tujhe kya bataon ay dilnasheen,
Tere ishq mai teri yad mai,
kabhi guftagu rahi phool se
Kabhi chand chhat par bula liya,
Meri chand hone ki hasrat,
Meri khushbo hone ki khwahish,
Tu juda howa to yun laga
maine zindagi ko gunwa diya,,,,
Usse kisne apna bana liya,
Meri neend kisne ujar di
Mera khwab kisne chura liya,
Tujhe kya bataon ay dilnasheen,
Tere ishq mai teri yad mai,
kabhi guftagu rahi phool se
Kabhi chand chhat par bula liya,
Meri chand hone ki hasrat,
Meri khushbo hone ki khwahish,
Tu juda howa to yun laga
maine zindagi ko gunwa diya,,,,
Yad aaon to bas itni si inayat karna,
Yad aaon to bas itni si inayat karna,
Apne badle howe lehje ki wazahat karna,
Tum to chahat ka shahkar howa karte thay,
Kis se seekha hai ye ulfat mai milavat karna?
Hum sazaon ke haqdar bane hain kab se,
Tum hi kehdo jurm hai kya MUHABBAT karna?
Teri furqat mai ye ankhain abhi tak nahi soten,
Kabhi aana meri ankhon ki zyarat karna,,,,

Bata rah-e-mohabbat mai chalon mai kis tarah tanha,
Ye to dil tha dewana ke tum par agaya,
Ye to dil tha dewana ke tum par agaya,
Warna hum sona bhi para uthaya nahi karte,
Ye mana ke tum haseen ho,
Magar ye bhi sun lo
Hum haseenon se dil lagaya nahi karte,
Jis se karte hain pyar aik hi bar karte hain,
Bar bar hum bhi kisi ko sunaya nahi karte,
Tum to apne ho tumse kiya parda
Warna hum Raaz-e-Dil kisi ko sunaya nahi karte,
Tum kehdo to tumhare liye jaan bhi hazir hai
Warna hum zindagi kisi par lutaya nahi karte,,,

TERE INTEZAR KI RAIT PAR
TERE INTEZAR KI RAIT PAR
Koi lafz maine likha na tha,
Koi harf maine kaha na tha,
Koi khwab maine chuna na tha,
ISI INTEZAR KI RAIT PAR
Meri arzu ke gulab thai,
Meri justoju ke sehrab thai,
Sabhi chahton ke jawab thai,
Sabhi hasraten wo kahan gayen,
Teri chahten wo kahan gayen,
Mere humnasheen mere humnawa,
Mai palat ke shyad na aa sakon,
ISI INTEZAR KI RAIT PAR
Main bikhar gaya hon hawaon main,
Mujhe yaad rakhna DUAON main,,,,,
Koi lafz maine likha na tha,
Koi harf maine kaha na tha,
Koi khwab maine chuna na tha,
ISI INTEZAR KI RAIT PAR
Meri arzu ke gulab thai,
Meri justoju ke sehrab thai,
Sabhi chahton ke jawab thai,
Sabhi hasraten wo kahan gayen,
Teri chahten wo kahan gayen,
Mere humnasheen mere humnawa,
Mai palat ke shyad na aa sakon,
ISI INTEZAR KI RAIT PAR
Main bikhar gaya hon hawaon main,
Mujhe yaad rakhna DUAON main,,,,,
Subscribe to:
Posts (Atom)